Home/Sukkur Tutors/Jamila
Jamila

Jamila — Arabic Tutor in Sukkur

Online tutor

Quran Tutor - Tajweed (Riwayat Hafs), Quran Tarjuma in urdu/sindhi & Arabic Grammar

pano aqil, Sukkur 3 years exp Bachelors
New
0 reviews
3
years teaching
3
subjects

Monthly Fees

ArabicPKR 3,000/mo
Quran ReadingPKR 2,500/mo
Quran with TajweedPKR 4,000/mo

Interested in learning from Jamila?

All communication stays on iTutor.pk to keep you safe — message the tutor here to arrange a free demo.

Teaching Details

Subjects

Grades / Classes

Class 1Class 10University / BS

Boards

OTHER

Teaching Mode

Online

Languages

SindhiUrdu

Education

ada in progress

virtual Islamic university, tajweed essential global, alnoor international · 2025

About Jamila

Assalam-o-Alaikum! Mera naam ek qualified Quran teacher hai. Main bacho aur baron ko online Quran pak aur Arabic language bohot hi asan aur dilchasp tareeqay se parhati hoon. Main ne "Riwayat Hafs" (Saudi Arab k mutabiq) k sath Tajweed seekhi hui hai. Is k sath sath main Quran pak ka Tarjuma aur Arabic Grammar (عربی گرامر) parhane ki bhi mukammal salahiyat rakhti hoon. Main aap ko ye cheezen sikhon gi: • Norani Qaida aur Nazra Quran (Sahi makharij k sath) • Quran with Tajweed (Riwayat Hafs, Saudi Style) • Quran Tarjuma (Lafzi aur Ba-muhavara) • Arabic Grammar (Asan tareeqay se Quran samajhne k liye) • Namaz, Kalmay, aur Masnoon Duaen Mera DIT (IT Diploma) chal rha hai, is liye mujhe laptop par Zoom aur Skype par screen share kar k digital whiteboard k sath parhana bohot achi tarah aata hai. Aap 3 din ki FREE trial class le sakte hain. Shukriya!

Reviews

No reviews yet. Be the first to review!

Write a Review

Other Arabic Tutors in Sukkur

View all Arabic tutors in Sukkur →